Aanandit raho Prabhu mei aanandit raho
Verse 1आनंदित रहो प्रभु में आनंदित रहो
मैं फिर से कहता हूँ सदा आनंदित रहो (हो)...(२)
Verse 2जब तुम्हारा मन बोझिल
चलते चलते तक गए हो (२)
अपना बोझ प्रभु पर डाल दो
उसको है तुम्हारा ख़याल (२)
Verse 3जब तुम्हारा प्राण व्याकुल हो
जीवन में निराशा हो (२)
रख अपना भरोसा प्रभु पर
जीवन को आनंद से भरेगा (२)
Verse 4जब तुम्हे लोग सताया करे
प्रभु के कारण तुम्हारी निंदा हो (२)
हिम्मत न हारो सब कुछ सहलो
स्वर्ग में है तुम्हारा बड़ा प्रतिफल (२)
Verse 1aanandit raho prabhu mein aanandit raho
main phir se kehta hoon sada aanandit raho (ho)...(2)
Verse 2jab tumhaara man bojhila
chalte chalte thak gaye ho (2)
apna bojh prabhu par daal do
usko hai tumhaara khayaal (2)
Verse 3jab tumhaara praan vyaakul ho
jeevan mein niraasha ho (2)
rakh apna bharosa prabhu par
jeevan ko aanand se bharega (2)
Verse 4jab tumhe log sataaya kare
prabhu ke kaaran tumhaari ninda ho (2)
himmat na haaro sab kuch seh lo
swarg mein hai tumhaara bada pratiphal (2)
Download Song