Aao hum yahowa ke liye uunche
Verse 1Aao hum Yahowa ke liye uunche swar se gaye
Apni mukti ki chattan ka jay jaykar kare (2)
Verse 2Dhanyawad karte hue, uske sanmukh aaye
Bhajan gate hue, uska jay jaykar kare; - Aao...
Verse 3Kyonki yehova Mahan ishwar hein
Sarein devataon ke upar, Mahan raja hein;- Aao...
Verse 4Kyonki vah hamara, Parameshwar hei
Aur hum us ki praja, uske rajya ki bhede hei ;- Aao...
Verse 1आओ हम यहोवा के लिये ऊँचे स्वर से गायें
अपनी मुक्ति की चट्टान का जय जयकार करें (2)
Verse 2धन्यवाद करते हुऐ, उसके सम्मुख आयें
भजन गाते हुऐ, उसका जय जयकार करें;- आओ...
Verse 3क्योंकि येहोवा , महान ईश्वर है
सारे देवताओं के ऊपर, वो महान राजा है;- आओ...
Verse 4क्योंकि वो हमारा, परमेश्वर है
और हम उस की प्रजा, उसके राज्य की भेड़े हैं;- आओ...