अणगिणत भलाई मुझपर
करुणा तेरी स्मरण करू
धन्यवाद् के सिवाय पिता
नहीं जुबां पे कोई और बयान
स्तुति के सिवाय आए पिता
नहीं जुबां पे कोई और बयान
Verse 2
तेरे प्रेम को याद करू, कृपा स्मरण करू
कैसे तेरी स्तुति न करू, तेरी करुणा याद करू
बलिदान पर सोचु, कैसे तेरी स्तुति न करू
मेरे यीशु, मेरे यीशु
Verse 3
इस नाचीज़ से तूने हैं प्रेम किया
अपना जीवन को कुर्बान किया
धन्यवाद् के सिवाय पिता
नहीं जुबां पे कोई और बयान
स्तुति के सिवाय आए पिता
नहीं जुबां पे कोई और बयान तेरे प्रेम...
Verse 4
भर आती हैं आँखे मेरी
कलवारी के प्रेम जब याद करू
धन्यवाद् के सिवाय पिता
नहीं जुबां पे कोई और बयान
स्तुति के सिवाय आए पिता
नहीं जुबां पे कोई और बयान तेरे प्रेम...
Verse 1
Annginnat bhalai mujhpar
Karuna teri jab smaran karu
Dhanyawad ke sivay pita
Nahi zubaan pe koi aur bayaan
Stuti ke sivay aei pita
Nahi zubaan pe koi aur bayaan
Verse 2
Tere prem ko yaad karu, Kripa smaran karu
Kaise teri stuti na karu, Teri karuna yaad karu
Balidaan par sochu, Kaise teri stuti na karu
Mere Yeshu, Mere Yeshu
Verse 3
Is nacheez se tune hei prem kiya
Apna jeewan ko kurbaan kiya
Dhanyawad ke sivay pita
Nahi zubaan pe koi aur bayaan
Stuti ke sivay aei pita
Nahi zubaan pe koi aur bayaan
Verse 4
Bhar aati hei aankhe meri
Kalvari ke prem jab yaad karu
Dhanyawad ke sivay pita
Nahi zubaan pe koi aur bayaan
Stuti ke sivay aei pita
Nahi zubaan pe koi aur bayaan