LyricFront

Dhanya dhanya dhanya prabhu ko

  • Save
  • Add to set
  • Share
  • English
  • Hindi
  • Both
  • R
  • B
Chords
Verse 1
dhanya dhanya dhanya prabhu ko jisne shakti di mujhko
sharan me apni laaya – 2 Prabhu ji, din raat hai sambhala-2
Verse 2
din me baadal ki chhaya bana raat me agni ki jwala bana sharan me apni laaya-2 Prabhu ji, din raat hai sambhala 2;- dhanya…
Verse 3
swarg se manna khilaya hame paani chattan se pilaya hame sharan me apni laaya 2 Prabhu ji, din raat hai sambhala 2;- dhanya…
Play on YouTube

Add to Set

Login required

You must login to save songs to your account. Would you like to login now?