Verse 1Yeshu teri daya se main jivan jita hun
Yeshu teri krupa se main agge badata hun
Dhanyavad dhanyawad, yeshu tera dhanyawad (2)
Verse 2fulon main ranga tune dala
panchhi ko gana tune sikhaya
sagar se gahara pyar tera
asamano se tu hai uchcha
Dhanyavad dhanyawad, yishu tera dhanyawad (2)
Verse 3bhojan se trupta karata
tan ko mare kapadaon se dhakata
Mere sare dukh darda ko
nrutya se badal deta
Dhanyavad dhanyawad, yishu tera dhanyawad (2)
Verse 4Tu hai yahova shaloma
shaanti dene vala
Tu hai yahova nissi
jayharadam dene vala
Dhanyavad dhanyawad, yishu tera dhanyawada… (2)
Verse 5Yeshu teri daya se
main jivan jita hun
Yeshu teri k rupa se
ab tam mera nehi jaianda hun me
Dhanyavad dhanyawad, yishu tera dhanyawada… (2)
Verse 6Dhanyavad dhanyawad, yishu tera dhanyawad
Dhanyavad dhanyawad, raja tera dhanyawad
Dhanyavad dhanyawad, pita tera dhanyawad
Dhanyavad dhanyawad, yishu tera dhanyawad