Dhanye dhanye mere prabhu
Verse 1धन्य धन्य मेरे प्रभु
धन्यवाद यीशु प्रभु
अनगिनत तेरे उपकार का
अद्भुत तेरे प्यार का
Verse 2पाप से घायल मैं जो पड़ा था
हाथों से अपने उठा लिया
धन्य धन्य मेरे प्रभु
धन्यवाद यीशु प्रभु
Verse 3अंधेरी तराई में भी तूने
मार्ग को मेरे रोशन किया
धन्य धन्य मेरे प्रभु
धन्यवाद यीशु प्रभु
Verse 4जीवन के खालीपन को भी तूने
अपनी आशीषो से भर जो डाला
धन्य धन्य मेरे प्रभु
धन्यवाद यीशु प्रभु
Verse 1Dhanya dhanya mere prabhu
Dhanyavaad yeshu prabhu
Anginat tere upkaar ka
Adbhut tere pyaar ka
Verse 2Paap se ghaayal main jo pada tha
Haathon se apne utha liya
Dhanya dhanya mere prabhu
Dhanyavaad yeshu prabhu
Verse 3Andheri taraai mein bhi tune
Maarg ko mere roshan kiya
Dhanya dhanya mere prabhu
Dhanyavaad yeshu prabhu
Verse 4Jeevan ke khaaleepan ko bhi tune
Apni aashishon se bhar jo daala
Dhanya dhanya mere prabhu
Dhanyavaad yeshu prabhu
Download Song