LyricFront

Dharti aakash dono

  • Save
  • Add to set
  • Share
  • English
  • Hindi
  • Both
  • R
  • B
Chords
Verse 1
Dharti aakash dono Prabhu ki awaj sunenge sansaar ke sab prani us ka hi naam lenge
Verse 2
Prabhu ka samay aata hai dharti magan hogi uski daya barsegi aur door jalan hogi Uske vachan ki mahima aur shakti ham dekhenge sansaar ke...
Verse 3
Prabhu ka vachan aisa hai jo chiraag sa jaltaa hai us par koi chalta hai jeevan use milta hai uske niyam ko jo mane kabhi bhi na wo bhatkenge sansaar ke...
Verse 4
Aankhe utha kar dekho prabhu ka din aayega usko grahan jo karega wo saath jayega jisne prabhu ko na maana wo ek din royenge sansaar ke...
Play on YouTube

Add to Set

Login required

You must login to save songs to your account. Would you like to login now?