Verse 1Ham siyon ke musafir hei, gam se bhari duniya me hei
Jayemge ham us jaham mem, rhemge ham yeshu ke saath
Verse 2Halleluyah… Halleluyah… Halleluyah…
Halleluyah… Halleluyah… Halleluyah… (2)
Verse 3Mera masih aa raha hai, puri taiyari ho rahi hai
Hamesha vah raaj karega, ham uske hey voh hamara
Verse 4Pahli bathem jati rahi, shok vilap hoga nahi
Shanthi aanand bharpuri se, aamkom se aasu pomch dalegaa
Verse 5Mukthi ke geeth ham gaayemge, uske pranam ham karmge
cheda huvaa memna voh hey, stuti prashmsa ke yogay hai