Verse 1He pavitra aatma tujhe dhanya kehte hain hum,
He swargiya pita aaradhana teri karte hain hum (2)
He yeshu masih apni barkat ki baarish undel (2)
Verse 2Tu ne vaayda hain kiya, jahaan do ya teen
Mere naam pe ikatthe ho jaaen (2)
Unke beech mein rahoonga,
Apni samarth ko dikhlaoonga (2);- He pavit...
Verse 3Tu kuchle huon ko na toden
Timtimaati lau na bujhaen (2)
Arziyaan lekar hum aate hain
Apni marzi mukammal tu kar (2);- He pavit...
Verse 4Hallelujah... Hallelujah...
Hallelujah aameen (3)