Verse 1Hai swargiya pita, tere naam ki stuti ho
Hai jeevan daata, tere sanmukh aate hai… (2)
Aaraadhana ho aaraadhana… (2)
Verse 2Tere siva koi nahi, aaraadhana ke yogya
Tere siva koi nahi, swarg mein ya prithvi par… (2)
Aaraadhana ho aaraadhana… (2)
Verse 3Tere siva koi nahi, changaai dene waala
Tere siva koi nahi, paapon se kshama dene waala… (2)
Aaraadhana ho aaraadhana… (2)