Verse 1Aa.ga hriday mein
Humko jalaanaa hai
Bhatke hue dil ko
Prabhu se milaanaa hai
Verse 2Sansaar ki aashaa bhari, nazaron hum hi par hai
Udhaar ka sandesh bhi, kandhon ke upar hai
Ek deep se laakhon diye – 2
Humko jalaanaa hai
Bhatke hue dil ko, prabhu se milaanaa hai
Verse 3Itne saral ye raste, kal naa khule honge
Prachaar ke avasar humein, haasil nahin honge
Taiyaar rehna kal humein – 2
Khud ko mitaanaa hai
Bhatke hue dil ko, prabhu se milaanaa hai