Verse 1Sa gaulshan ka tu hi maali
Nirali teri mahima ho
Tu hi dakhlata hum teri dhali
Nirali teri mahima ho
Verse 2Suraj sitaaro, chaand, zami aasma
Racha diya chhah din mein srishti mahan
Karta hai iski tu hi rakhwali nirali teri mahima ho
Verse 3Jag mein aaya pyaro masiha
Chhod kar jag aasman papon se mukti dilaya humko
Sahke kasht mahan dam deke tune humko bacha liya
Verse 4Jo tujh par iman hai lata
Nava jeevan hai vah pata
Mrityu par jayavant hai tu hi, tu hi jeevan data
Tere charnon mein hamne mann firali, nirali teri mahima ho