Jaayenge uttam desh mai jaroor
Verse 1Jaayenge, uttam desh mai jaroor
Rahenge prabhu ke saath mai jaroor
Swargeey desh, uttam bhi vah hai
Hamara vah desh, jo adbhudh hai.
Verse 2Pita ko bhaya hai, hamarah ek rajy hai
Duniya ki srushti se, pahle banaya hai.
Verse 3Adbhudh vah nagar bhi hai, ishwar ki rachna hai
Drudta se neev dali hai, sthir bhi kiya jaya hai
Verse 4Pavitra nagar vah hai, dharmikta rahti hai
Swargiy swabhav se, tayaar bhi kiya hai.
Verse 5Sanatan rajya vah hai, yuganyug vah rahe
Rahenge sada usme, jinko usne chuna hai.
Verse 1जायेंगे, उत्तम देश में जरूररहेंगे प्रभु के साथ में जरूर
स्वर्गीय देश, उत्तम भी वह है
हमारा वह देश, जो अद्भुत है।
Verse 2पिता को भाया है, हमारा एक राज्य है
दुनिया की सृष्टी से, पहले बनाया है।
Verse 3अद्भुत वह नगर भी है, ईश्वर की रचना है
दृढ़ता से नेव डाली है, स्थिर भी किया गया है।
Verse 4पवित्र नगर वह है, धार्मिकता रहती है
स्वर्गीय स्वाभाव से, तैयार भी किया है।
Verse 5सनातन राज्य वह है, युगानुयुग वह रहे
रहेंगे सदा उसमें, जिनको उसने चुना है।