Verse 1Tu hi khudako pukaara
Mere jeevan ko sahaara diya hai
Tune yeshu
Is jeevan ka kinaara
Ab na duuja hamaara
Na hai, na hoga prabhu
Verse 2Khaak se tune mujhe,
Apna swaroop diya------2
Prem hamein itna kiya-----2
Apna saath diya
Premi main hun tumhaara, jeevan tu hai hamaara
Prashansa karoon
Is jeevan ka sahaara---
Verse 3He yahovaa chattaan meri
Mera chhudaane waala---2
Yogya hai stuti ke tu
Gaaun teri main mahima,
Bal hai tu hamaara
Rakshak tu hai hamaara, shakti tu hai meri
Is jeevan ka sahaara---