Verse 1Jab parmeshwar ka aatma, mere dil mein hai
Gaaunga main daud ke samaan (2)
Gaaunga (2) gaaunga main daud ke samaan
Verse 2Jab parmeshwar ka aatma, mere dil mein hai
Naachunga main daud ke samaan (2)
Naachunga (2) naachunga main daud ke samaan
Verse 3Jab parmeshwar ka aatma, mere dil mein hai
Bajaaunga main taali aanand se (2)
Bajaaunga (2) bajaaunga main taali aanand se
Verse 4Jab parmeshwar ka aatma mere dil mein hai
Uthaaunga main haath aanand se (2)
Uthaaunga (2) uthaaunga main haath aanand se