Verse 1Tkoosa fildils paas gunahgaar,
Yeshu hai zindagi.
Maut se karta hai wohi paar,
Yeshu hai
zindagi.
Zindagi roohani, zindagi gairfaani.
Verse 2Bakshish ajeeb,
raahe hai saleeb!
Le lo tum zindagi.
Verse 3Rooh aur dulhan bhi kehti "aa,"
Yeshu hai zindagi.
Tu jo sunta hai kehta jaa,
Yeshu hai zindagi!
Saari qaumein aavein, aabe-hayaat woh paavein.
Verse 4Muft woh deta hai sabko,
Yeshu hai zindagi.
Uski maut ka tum haasil lo,
Yeshu hai zindagi.
Nakdi nahi laana,
uske fazal se paana.
Verse 5Yeshu leta main tera naam,
Tu hi hai zindagi.
Bilkul naakis hai mere kaam,
Tu hai zindagi.
Tujh par aasra mera,
banda hun main tera.