Verse 1Dukh dard bhale jeevan mein
Aandhi toofaan ka ho zor
Himmat na haarunga, badhta jaunga
Kadam mere jai ki or
Haan, jai se jai ki or
Verse 2Rog ka koi hak mujh par nahi
Shraap ka bandhan mujh par nahi
Cross par Yeshu ne inko mitaya
Shuru hua jai ka daur
Haan, jai se jai ki or
Verse 3Mujh par ya mere gharane par
Shaitaan ki yuktiyaan safal na hongi
Cross par Yeshu ne usko haraya
Shuru hua jai ka daur
Haan, jai se jai ki or