Verse 1jeevan mein mere aaja, mann mere aaja ... (2)
aaja yeshu aaja ... (2)
jeevan mein mere aaja...
Verse 2pahle main anjaan tha, aaj tujhko jaan liya
mann ko mere phirkar, aaj tujhko maan liya
sparsh mujhe kar aaja, aaja mere paas aaja ... (2)
aaja yeshu aaja...
Verse 3abhishek se tere, mujhko tu bhar de
andhera hai ye jeevan mein, ujiyala tu kar de
dukhi hoon bahut aaja, aaja mere paas aaja ... (2)
aaja yeshu aaja...