Verse 1Jyoti jahaan ki aaya tu andhkaar mein
Aankhe khol meri tujhe dekh sakoon
Verse 2Dil ye kare teri hi prashansa
Gaata rahe ab sada
Verse 3Teri aaradhana karne aaya hoon
Aur tujhse ye kahoon tu hai mera khuda
Verse 4Tu hai mahaan sarv shaktimaan
Parakrami prabhu tu hai mera khuda
Raaja mahaan saare aadar ke yogya tu
Dharti aur aasmaan mein
Verse 5Deen tu bana aur is duniya mein aaya
Kaisa anokha pyaar ye
Teri aaradhana karne aaya hoon...
Verse 6Meri maafi ke liye tune kya kuch na saha
Mere paapon ko liya kroos par