LyricFront

Karta hum me teri chinta

  • Save
  • Add to set
  • Share
  • English
  • Hindi
  • Both
  • R
  • B
Chords
Verse 1
Karta hu mai teri chinta Tu kyon chinta karta hai Aasuon ki ghaṭio mein Hath na choḍunga tera 2
Verse 2
Meri mahima tu dekhega Khud ko mere hathon me de de 2 Meri sakti main tujh ko deta hu Chalaooṅga hardin meri kir̥pa mein
Verse 3
Sabhi tujh ko bhulenge to bhi Kya mai tujh ko bhulunga kyon 2 Apane hath me tujh ko uthakar Chalauga har din isi jagah mai 2
Verse 4
Abraham ka mai parmeshvar hoon Adbhut karya kyon na karuga (2) Lal sagar me raasta diya Aja bhi mai karne ke yogya hoo (2)
Play on YouTube

Add to Set

Login required

You must login to save songs to your account. Would you like to login now?