Verse 1Khuda hai mohabbat
Khuda hai mohabbat, mohabbat khuda hai (2)
Khuda ki mohabbat, khuda ki mohabbat
Sabse judaa hai
Khuda hai mohabbat, mohabbat khuda hai (2)
Verse 2Mere doston ne mujhko ik din bulaya (2)
Isa masih ka mujhko kissa sunaya (2)
Mere doston ne mujhko, mujhko haan mujhko haan mujhko
Mere doston ne mujhko ik din bulaya
Isa masih ka mujhko kissa sunaya
Sun ke vo baatein mera, sun ke vo baatein mera
Sar jhuk gaya hai
Verse 3Nayi zindagi se mudkar vapas na jaana (2)
Shaitaan ki baaton mein phir se na aana (2)
Nayi zindagi se mudkar, mudkar haan mudkar haan mudkar
Nayi zindagi se mudkar vapas na jaana
Shaitaan ki baaton mein phir se na aana
Jannat ka humse khuda ne, jannat ka humse khuda ne vaada kiya hai
Verse 4Ya khuda ya khuda ya khuda ya khuda (2)
Ya khuda ya khuda tu hai mera masiha (4)