Verse 1Koi nahi hai achchha nahi ek bhi nahi… (2)
Koi nahi samajhta, koi nahi samajhta nahi ek bhi nahi
Rab ko jo chahta ho nahi ek bhi nahi
Karta ho jo bhalaai,
Karta ho jo bhalaai nahi ek bhi nahi
Koi nahi hai achchha nahi ek bhi nahi…
Verse 2Achchhai kya karoge imaan se bachoge
Sabne gunaah kiya hai sab usse door hai… (2)
Hai koi uske jaisa nahi ek bhi nahi
Chaahe ho koi kaisa, chaahe ho koi kaisa nahi ek bhi nahi
Jo apni jaan de de nahi ek bhi nahi
Sabke gunaah le le
Sabke gunaah le le nahi ek bhi nahi
Koi nahi hai achchha nahi ek bhi nahi…
Verse 3Yeshu hi hai bachaata har paap se chhudaata
Apna lahoo bahaata duniya ko maaf karta… (2)
Karta ho maaf aise aise nahi ek bhi nahi
Deta najaat aise
Deta najaat aise nahi ek bhi nahi
Aisa khuda ka beta nahi ek bhi nahi
Dushman ko pyaar deta
Dushman ko pyaar deta nahi ek bhi nahi
Koi nahi hai achchha nahi ek bhi nahi…