Verse 1Kripa paane waale stuti kare
Daya paane waale stuti kare
Kshama paane waale stuti kare
Bhalaai paane waale stuti kare
Verse 2Aaraadhana (2) Parmeshwar Yahowa ki aaraadhana
Aaraadhana (2) Aatma aur sachchai se aaraadhana
Verse 3Maamrei ke bageeche mein utar aai
Abraham ke Yahowa ki aaraadhana
Moriyyah ke parvat par utar aai
Is'haak ke Yahowa ki aaraadhana
Verse 4Yaabuk ke tat par utar aai
Yaakub ke Yahowa ki aaraadhana
Bandigrah mein saamarth hone waale
Yusuf ke Yahowa ki aaraadhana
Verse 5Horeb ke parvat par utar aai
Moosa ke Yahowa ki aaraadhana
Marusthal mein manna dene waale
Israael ke Parmeshwar ki aaraadhana
Verse 6Karmel parvat par agni barsaane waale
Eliyyah ke Parmeshwar ki aaraadhana
Sheron ki gufaa mein utar aai
Daniyyel ke Parmeshwar ki aaraadhana