Verse 1Kya de sakta hu, kya laa sakta hu
Kehta tujhe bas shukriya 2
Verse 2Tujme hi meri subah, tujhme hi har shaam
Tujhse hi kartaa shuru, har koi kaam
Shukriya kartaa hu main, leke tera naam
Aadar aur dhanyavad aaj tere naam
Verse 3Shukriya, shukriya, shukriya tera
Shukriya, shukriya, shukriya yeshu tera
Verse 4Saari duniya teri hai, Sab kuch tunein rachaya hai (2)
Mujhko bhi tunein banaya hai, Tere jaisa kiya hai
Kya de sakta hu, kya laa sakta hu
Kehta tujhe bas shukriya 2