मैं यहोवा का गीत गाऊँगा
क्यूंकि वो महा प्रतापी है ... (2)
घोड़ो समेत सवारों को
उसने समुद्र में डाल दिया
Verse 2
यहोवा परमेश्वर मेरा
बल और भजन का विषय है
मेरा प्रभु वही है
वो मेरा उद्धार भी है
मैं उसकी स्तुति करूँगा
मैं उसको सराहूँगा ... (2)
मैं यहोवा का गीत गाऊँगा...
Verse 3
फिरौन के रथ और सेना को
उसने समुद्र में डाल दिया
गहरे जल ने उन्हें ढाँप लियां
वे पत्थर की नाई डूब गए
यहोवा योद्धा है उसका नाम यहोवा है ... (2)
मैं यहोवा का गीत गाऊँगा...
Verse 4
यहोवा मेरा दाहिना हाथ
शक्ति में महा प्रतापी
तू अपने विरोधियों को
महाप्रताप से गिरा देता
तू कोप भड़काता है
वे भस्म हो जाते है ... (2)
मैं यहोवा का गीत गाऊँगा...
Verse 1
Main yahova ka geet gaoonga
Kyoonki vo maha prataapi hai ... (2)
Ghodo samet savaaron ko
Usne samudra mein daal diya
Verse 2
Yahova parmeshwar mera
Bal aur bhajan ka vishay hai
Mera prabhu vahi hai
Vo mera uddhar bhi hai
Main uski stuti karoonga
Main usko saraahoonga ... (2)
Main yahova ka geet gaoonga...
Verse 3
Firaun ke rath aur sena ko
Usne samudra mein daal diya
Gahere jal ne unhen dhaanp liyaan
Ve patthar ki naai doob gaye
Yahova yoddha hai uska naam yahova hai ... (2)
Main yahova ka geet gaoonga...
Verse 4
Yahova mera dahina haath
Shakti mein maha prataapi
Tu apne virodhiyon ko
Mahaprataap se gira deta
Tu kop bhadkaata hai
Ve bhasm ho jaate hai ... (2)
Main yahova ka geet gaoonga...
Add to Setlist
Create New Set
Download Song
Login required
You must login to download songs. Would you like to login now?