Verse 1Mere yeshu... yeshu (2) yeshu...
Tere bhavan mein aaya hun
Bhent aur arpan laaya hun (2)
Jo bhi hai tune diya
Karta hun tera shukriya (2)
Verse 2Mere yeshu... yeshu (2) yeshu...
Tu hi hai mera sirjanhara
Teri paavan daya se basa hai jahan
Tu pavitra hai prabhu tu hai mahan
Teri stuti mahima karein baar - baar
Verse 3Holy Holy Holy Lord God; Almighty
Who was who is and who is to come
Thou art worthy, so worthy oh Lord,
To receive all the glory honor and praise…
Verse 4Mere yeshu... yeshu (2) yeshu
My Jesus…Jesus…(2) Yeshua…