Verse 1Meri zindagi aur zindagi ki, aas yeshu
Main pyasa tum bin, jeevan ka jal prabhu tu ... (2)
Verse 2Tere bina zindagi lagti hai, suni-suni
Mere hothon ki hasi, tu hi to hai masih ... (2)
Aaja yeshu aaja man mein samaja ... (2)
Le chal jaha ja
Meri zindagi...
Verse 3Tu mera charwaha masih, main teri bhed hun
Tujhpe bitaun zindagi, bhulna na mujhko kabhi ... (2)
Aaja yeshu aaja man mein samaja ... (2)
Le chal jaha ja
Meri zindagi...