vo gais-vo gais-vo thaa-----2
na koii aisaa milegaa
yishu ke jaisaa na duujaa koii kahin milegaa
Verse 2
mere apnon ne mujhe tanhaa jab chhod diyaa
koii bhii na saath thaa sab ne mod liyaa
yishu ne tab mujhe apnii baahon men pyaar se uthaa liyaa---
Verse 3
gham ke baadal jab aae har taraf hii badlii chhae
mere jiivan kii ye naiyaa tuufaanon men jab ghir jaae
aise men meraa man sirf yishu men hii khonaa chaahe
Verse 4
sab kuchh to uskaa hai phir bhii vo tuchchh banaa
mere apraadhon ko hans-hans ke usne sahaaa
suulii par jaan dekar usne apanaa prem mujhe dikhaayaa
Add to Setlist
Create New Set
Download Song
Login required
You must login to download songs. Would you like to login now?