नए यरूशलेम में, मेरा वास सोचकर
इस धरती के सारे गम को भूल जाता हूं(2)
Verse 2
दुख या भूख ना होंगे उस देश में, यीशु बना रहा, खुशी के घर में(2)
महिमा और जलाली ताज,पहने हुए हम सब
राजाओं के राजा यीशु के संग रहेंगे(2)
Verse 3
भोर के तारे के चमक से, अंधकार हट जाएगा,
अत्याचार और अधर्म बिल्कुल नहीं है वहां(2)
खुशी और आनंद के अच्छे दिन होंगे
शासन करेंगे जब प्रभु के संतो सब(2)
शोक और रोग और दुख और जाती जाती के हुलड़ सब
दूर हो जाएंगे जब यीशु राज्य करेगा(2) दुख या…
Verse 4
सच्चे पवित्र तंग मार्ग से , होकर आए संत लोग
छुटकारा पाएं हुए सारे संत लोग(2)
जयजयकार के साथ, सियोन्न में आएंगे,
दुख और क्लेश सब दूर हो जाएंगे(2)
सदा के आनंद को अपने सिर पर लिए हुए
अनंत काल तक यीशु के संग राज्य करेंगे(2) दुख या…
Verse 5
Puthanam yerushalemi: hindi version
Verse 1
Naye yarooshalem mein, mera vaas sochkar
Is dharti ke saare gum ko bhool jaata hoon (2)
Verse 2
Dukh ya bhookh na honge us desh mein, yeshu bana raha, khushi ke ghar mein (2)
Mahima aur jalaali taaj, pehne hue hum sab
Raajaon ke raja yeshu ke sang rahenge (2)
Verse 3
Bhor ke taare ke chamak se, andhkaar hat jaaega,
Atyaachaar aur adharm bilkul nahin hai vahaan (2)
Khushi aur aanand ke achchhe din honge
Shaasan karenge jab prabhu ke santo sab (2)
Shok aur rog aur dukh aur jaati jaati ke hulad sab
Door ho jaaenge jab yeshu raajya karega (2);- dukh ya…
Verse 4
Sachche pavitra tang maarg se, hokar aae sant log
Chhutkaara paen hue saare sant log (2)
Jaijaikaar ke saath, siyonn mein aaenge,
Dukh aur klesh sab door ho jaaenge (2)
Sada ke aanand ko apne sir par lie hue
Anant kaal tak yeshu ke sang raajya karenge (2);- dukh ya…
Verse 5
Puthanam yerushalemi: hindi version
Add to Setlist
Create New Set
Download Song
Login required
You must login to download songs. Would you like to login now?