Verse 1O mere khuda, o mere khuda
Maine sada tera naam liya
Maine jo bhi maanga tune mujhko diya
Verse 2Na ye aasman maanga humne
Aur na zameen maangi humne
Na chaand sitare maange the
Aur na hawa maangi humne
Bina maange hi tune sab kuch diya
Verse 3Ik phool khila hai gulshan mein
Ik aas bandhi hai jeevan mein
Tere aane se e Yeshu
Aabaad hua hai aangan ye
Tu nahi tha jeevan mein kuch bhi na tha
Verse 4Bas ek dua maangi milke
Hum tere dar se e maalik
Hum phool hai jitne gulshan ke
Har mausam mein mehke milke
Mehka na jo phool to vo phool hi kya