यीशु के नाम में शिफा है … (2)
यही कलाम में लिखा है … (2)
Verse 2
यीशु के नाम में शिफा है - शिफा है,
यही कलाम में लिखा है - लिखा है
यीशु से शैतान हारा है - हारा है,
यीशु ने उसको मारा है - मारा है
यीशु ने खून बहाया है - बहाया है, यीशु ने हम को बचाया है - बचाया है,
यीशु ने हम को बचाया है, यीशु है सच्चा मसीहा
पढ़ के कलाम देख लो … (6)
Verse 3
यीशु से डरती है बद-रूहे सारी
यीशु से डरती है हर बीमारी … (2)
यीशु के प्यारो दुःख से ना हरो
यीशु को सच्चे मन से पुकारो
यीशु का वादा सच्चा है - सच्चा है
जो भी वो कहता है होता है - होता है
यीशु यहोवा राफा है
यीशु खुदा का है बेटा
पढ़ के कलाम देख लो … (2)
पढ़ के वचन देख लो … (2)
पढ़ के कलाम देख लो … (2)
यीशु के पैरो को अश्को से धोकर
यु कहा था मरियम ने रोकर … (2)
यहाँ अगर तू ए रब्बी होता
हमारा भाई लाज़र ना मरता
कहा यीशु ने ए लाज़र - ए लाज़र
आ निकल कब्र से बाहर - आ बाहर
चार दिनों का वो मुर्दा
पल में हो गया जिंदा
पढ़ के कलाम देख लो … (2)
पढ़ के बाइबल देख लो … (2)
पढ़ के कलाम देख लो … (2)
Verse 4
यीशु यहोवा राजा के जैसा
हुआ ना कोई होगा ना कोई … (2)
यहोवा शामा, यहोवा शालोम
यहोवा निस्सी, यहोवा यिरे
जल्द यीशु आएगा - आएगा
हम को साथ ले जाएगा - ले जाएगा
खुदा के पास हमारे लिए
उसने घर है बनाया
पढ़ के कलाम देख लो … (2)
पढ़ के वचन देख लो
पढ़ के बाइबल देख लो
पढ़ के कलाम देख लो … (2)
Verse 1
Yeeshu ke naam mein shifa hai … (2)
Yahi kalaam mein likha hai … (2)
Verse 2
Yeeshu ke naam mein shifa hai - shifa hai,
Yahi kalaam mein likha hai - likha hai
Yeeshu se shaitaan haara hai - haara hai,
Yeeshu ne usko maara hai - maara hai
Yeeshu ne khoon bahaaya hai - bahaaya hai,
Yeeshu ne hum ko bachaaya hai - bachaaya hai,
Yeeshu ne hum ko bachaaya hai, Yeeshu hai saccha masiha
Padh ke kalaam dekh lo … (6)
Verse 3
Yeeshu se darrti hai bad-roohe saari
Yeeshu se darrti hai har bimaari … (2)
Yeeshu ke pyaaro dukh se na haro
Yeeshu ko sacche mann se pukaaro
Yeeshu ka vaada saccha hai - saccha hai
Jo bhi vo kehta hai hota hai - hota hai
Yeeshu Yahova Raafa hai
Yeeshu khuda ka hai beta
Padh ke kalaam dekh lo … (2)
Padh ke vachan dekh lo … (2)
Padh ke kalaam dekh lo … (2)
Yeeshu ke pairo ko ashko se dhokar
Yu kaha tha Mariyam ne rokar … (2)
Yahaan agar tu ae Rabbi hota
Hamaara bhai Laazar na marta
Kaha Yeeshu ne ae Laazar - ae Laazar
Aa nikal kabr se baahar - aa baahar
Chaar dino ka vo murda
Pal mein ho gaya zinda
Padh ke kalaam dekh lo … (2)
Padh ke Bible dekh lo … (2)
Padh ke kalaam dekh lo … (2)
Verse 4
Yeeshu Yahova raaja ke jaisa
Hua na koi hoga na koi … (2)
Yahova Shaama, Yahova Shalom
Yahova Nissi, Yahova Yire
Jald Yeeshu aayega - aayega
Hum ko saath le jaayega - le jaayega
Khuda ke paas hamaare liye
Usne ghar hai banaaya
Padh ke kalaam dekh lo … (2)
Padh ke vachan dekh lo
Padh ke Bible dekh lo
Padh ke kalaam dekh lo … (2)
Add to Setlist
Create New Set
Download Song
Login required
You must login to download songs. Would you like to login now?