पहाड़ों पे हँसते हैं मसीहा के दीवाने
पहाड़ों से कहते हैं मसीहा के परवाने
यीशु नाम में उखड़ो कलाम से उखड़ो
बीमारी के, लाचारी के, नादारी के पहाड़ों
उखड़ों, उखड़ों, उखड़ों … (2)
पहाड़ों पे…
Verse 2
उन चीज़ों को बुलाते हैं जो नही के जैसी हैं
ना उम्मीद की हालत में ईमान लाते हैं
ये ना ज़ोर से हैं और ना ताक़ात से हैं
पाक रूह की हुकूमत से कहते हैं
उखड़ों, उखड़ों, उखड़ों … (2)
पहाड़ों पे…
Verse 3
ईमान में मजबूत हैं तब ज़िद करते हैं
खुदावंत की बातों पर शक ना करते हैं
वो लहूँ से धुले और चट्टान पे खड़े
वो लहूँ से धुले और ईमान से भरे
वो लहूँ से धुले और मस्सा से भरे
पाक रूह की हुकूमत से कहते हैं
उखड़ों, उखड़ों, उखड़ों … (2)
पहाड़ों पे…
Verse 4
मजबूत हैं, कुलज़ोर हैं बे दिल ना होते हैं
खुदा के बेटे-बेटियाँ शहजोर होते हैं
वो ईमान से भरे और चट्टान पे खड़े … (2)
पाक रूह की हुकूमत से कहते हैं
उखड़ों, उखड़ों, उखड़ों … (2) पहाड़ों पे…
Verse 1
Pahadon pe hanste hain masihah ke deewane
Pahadon se kehte hain masihah ke parwaane
Yeshu naam mein ukhdo kalaam se ukhdo
Beemari ke, laachaari ke, nadaari ke pahadon
Ukhdo, ukhdo, ukhdo … (2)
Pahadon pe…
Verse 2
Un cheezon ko bulaate hain jo nahi ke jaisi hain
Na ummeed ki haalat mein imaan laate hain
Ye na zor se hain aur na taaqat se hain
Paak rooh ki hukoomat se kehte hain
Ukhdo, ukhdo, ukhdo … (2)
Pahadon pe…
Verse 3
Imaan mein mazboot hain tab zid karte hain
Khudawand ki baaton par shaq na karte hain
Wo lahoo se dhule aur chattaan pe khade
Wo lahoo se dhule aur imaan se bhare
Wo lahoo se dhule aur massa se bhare
Paak rooh ki hukoomat se kehte hain
Ukhdo, ukhdo, ukhdo … (2)
Pahadon pe…
Verse 4
Mazboot hain, kulzor hain be dil na hote hain
Khuda ke bete-betiyan shahzor hote hain
Wo imaan se bhare aur chattaan pe khade … (2)
Paak rooh ki hukoomat se kehte hain
Ukhdo, ukhdo, ukhdo … (2)
Pahadon pe…
Add to Setlist
Create New Set
Download Song
Login required
You must login to download songs. Would you like to login now?