परमेश्वर की तुरही फूकी जाएगी
प्रधान दूत का शब्द भी सुनी जाएगी 2
यीशु आएगा स्वर्ग से उतर के 2
कितना खुशी होगा, कितना खुशी होगा
कितना खुशी होगा आसमानों के बीच 2
Verse 2
धरती पे जो सोए हुए धर्मीयो
नरसिंघा के फूक जब वे सुनेंगे 2
जल्दी उठेंगे आकाश में मिलेंगे 2
बेहद आनंद होगा, बेहद आनंद होगा
बेहद आनंद को वो प्राप्त करेंगे 2
Verse 3
जब धरती पे जीवित बचे हुए हम
शरीर में परिवर्तन प्राप्त करे तब 2
उल्लास के गानों से और पुकारो से 2
जाएंगे आसमान में, जाएंगे आसमान में
जाएंगे आसमान में दूतों के समान 2
Verse 4
मेमने के विवाह का महा दिवस पे
कलीसिया आएगी दुल्हन बनके 2
यीशु के साथ होगा मिलन उसका 2
भरपूर आनंद होगा, भरपूर आनंद होगा,
भरपूर आनंद होगा उसके दिल में 2
Verse 1
Parameshwar ki turhi phoonki jaayegi
Pradhan doot ka shabd bhi suni jaayegi 2
Yeshu aayega swarg se utar ke 2
Kitna khushi hoga, kitna khushi hoga
Kitna khushi hoga aasmanon ke beech 2
Verse 2
Dharti pe jo soye hue dharmiyo
Narsingha ke phook jab ve sunenge 2
Jaldi uthenge aakash mein milenge 2
Behad aanand hoga, behad aanand hoga
Behad aanand ko vo prapt karenge 2
Verse 3
Jab dharti pe jeevit bache hue hum
Shareer mein parivartan prapt kare tab 2
Ullaas ke gaano se aur pukaro se 2
Jaenge aasman mein, jaenge aasman mein
Jaenge aasman mein dooton ke samaan 2
Verse 4
Memne ke vivaah ka maha divas pe
Kalisia aayegi dulhan banke 2
Yeshu ke saath hoga milan uska 2
Bharpoor aanand hoga, bharpoor aanand hoga,
Bharpoor aanand hoga uske dil mein 2
Add to Setlist
Create New Set
Download Song
Login required
You must login to download songs. Would you like to login now?