Verse 1Parameshwar teri mahaan wafadaari
Saaya ki mod mein kabhi na karein
Teri karuna kabhi na badalta
Aaj, kal aur sarvada wahi prabhu
Verse 2Tu hai mahaan prabhu (2)
Har subah teri daya naya hai
Bharpoori aashisho se tune odh liya
Wafadaar hai prabhu mere liye
Verse 3Paap ki kund mein main doob hi raha tha
Waada se door hokar lachaar hua
Phir yeshu ne mujhe pyaar se bulaaya
Pyaar ki sote mein jeeta raha
Verse 4Teri prasanta paane mein yogya nahin prabhu
Gyaan aur saamarth toh mere paas nahin hai
Phir bhi tere daya mujhe odh liya
Yahaan tera aanand hai ki main tera hoon