LyricFront

Prabhu ka dhanyvad karunga

  • Save
  • Add to set
  • Share
  • English
  • Hindi
  • Both
  • R
  • B
Chords
Verse 1
Prabhu ka dhanyavad karunga Uski sangati mei sada rahunga saath chaloonga mai jai zarur paaonga-2 Prabhu ka dhanyavad karunga
Verse 2
Na degi mujhe duniya kabhi bhi koi sukh aur shanty aaraam Mere Yeshu ke saath dhanya sangati mei sada milti khushi mujhko;- Prabhu...
Verse 3
Meri jindgi ki har pareshani mei khul jaata hai aasha ka dwar Kabhi na darunga kabhi na hatunga Chahe jaan bhi dena pade;- Prabhu ka...
Verse 4
Kitna achha hai wo kitna dhanya hai wo Yeshu hi mere jeevan ka saathi Meri zarurato ko pura karta hai wo Koi ghati nahi mujhko;- Prabhu ka...
Verse 5
Meri aayu ke din pag pag mei sada Teri seva ko puri karunga Ek batti samaan jalta rahunga Teri mahima meri kaamna;- Prabhu ka...
Play on YouTube

Add to Set

Login required

You must login to save songs to your account. Would you like to login now?