Verse 1प्यार मिलता हैं, उद्धार मिलता हैं
बेचैन दिल को करार मिलता हैं
यीशु के नाम से, यीशु के नाम से … (2)
Verse 2अंधो को दृष्टि मिलती हैं
लाचार शांति पाते हैं
बंधन में जो जकड़े हैं
वो मुक्ति पाते
यीशु के नाम से…
Verse 3हर गम की दवा यीशु
यीशु ही मसीहा हैं
आओ तुम चले आओ
जीवन यहाँ हैं
यीशु के नाम से…
Verse 1Pyaar milta hai, uddhaar milta hai
Bechain dil ko karaar milta hai
Yeshu ke naam se, Yeshu ke naam se… (2)
Verse 2Andho ko drishti milti hai
Laachaar shanti paate hain
Bandhan mein jo jakde hain
Wo mukti paate
Yeshu ke naam se…
Verse 3Har gham ki dawa Yeshu
Yeshu hi masiha hain
Aao tum chale aao
Jeevan yahaan hai
Yeshu ke naam se…
Download Song