राजा येशू, स्वर्गीय सामर्थ के साथ आ रहा है
अपने संग वो, आनंद शांति और जीवन लाया है
अपने दिल हम, कदमों मे सारे ही उसके बिछा दे
तैयारी, करे वक्त आया येशू से मिलने का
Verse 2
जयजयकार हम करे आराधना करे
आदर और सन्मासे , दिलसे प्रशंसा करे
राजा येशू स्वर्गीय दूतो के संग आ रहा है
अपने संग वो आशिष , चंगाई , प्रेम लाया है
Verse 3
राजा येशू महान है , कोई न उसके समान है
दुनिया में जितने भी नाम है , सबसे उंचा येशूका ही नाम है.
Verse 4
राजा येशू, स्वर्गीय सेनाओ के साथ आ रहा है
मेरा राजा, शैतान का सर्वनाश करने आया है
Verse 1
raaja yeshu, swargiy saamarth ke saath aa rahaa hai
apne sang vo, aanand shaanti aur jeevan laayaa hai
apne dil ham, kadmon me saare hee uske bichhaa de
taiyaaree, kare vakt aayaa yeshu se milne kaa
Verse 2
jayjaykaar ham kare aaraadhanaa kare
aadar aur sammaan se, dil se prashansaa kare
raaja yeshu swargiy dooto ke sang aa rahaa hai
apne sang vo aashish, changaai, prem laayaa hai
Verse 3
raaja yeshu mahaan hai, koi na uske samaan hai
duniyaa mein jitne bhee naam hai, sabse unchaa yeshukaa hee naam hai.
Verse 4
raaja yeshu, swargiy senaao ke saath aa rahaa hai
meraa raajaa, shaitaan kaa sarvanaash karne aayaa hai