Stuti Prashansa Sada Ho teri
Verse 1स्तुति प्रशंसा सदा हो तेरी
और जय जयकार तेरी
धन्यवाद यीशु तेरा
धन्यवाद प्रभु जी तेरा
Verse 2मार्ग सत्य और जीवन
प्रभु यीशु तू है
अल्फा ओमेगा आदि
और अंत तू है
महिमा से स्तुति से तू जो है भरा
Verse 3तू है जीवन का जल
और जीवन की रोटी
तू चरवाहा है हमारा
और जगत की ज्योति
जग के हर कोने में गूंजे एक ही नारा
Verse 1Stuti prashansa sadaa ho teri
Aur jai jai kaar teri
Dhanyavaad yeshu tera
Dhanyavaad prabhu ji tera
Verse 2Maarg satya aur jeevan
Prabhu yeshu tu hai
Alpha omega aadi
Aur ant tu hai
Mahima se stuti se tu jo hai bharaa
Verse 3Tu hai jeevan ka jal
Aur jeevan ki roti
Tu charvaaha hai hamaara
Aur jagat ki jyoti
Jag ke har kone mein goonje ek hi naara
Download Song