Verse 1Tu mera sharanasthan, Tu mera ghad hein
Sankat mein mera dhost, mera Prabhu (2)
Verse 2Aaradhana karunga me pure dil se
me Tuje dundunga sampurn jeevan me
Tri seeva karunga than man aur dhan se,
mein hu yaham (2)
mein hu yaham Prabhu (3), mein hu yaham
Verse 3Udharak mera thu, meri changai hein
Sankhat mein saamarth he, mera prabhu (2)
Verse 4Tu mera charvaha, santhvana hein meri
Chipene ka sthan hei, mera prabhu.... (2)