येशू के पीछे मैं हो लेता, मुड़ु के ना देखूँगा
मैं मुड़ु के ना देखूँगा
Verse 2
दुनियादारी शान और शौकत, सब कुछ त्याग दिया(2)
सारा जीवन तन मन धन सब, उसको दे दिया
मैं हू मंदिर येशू हैं मुझमे, चाहे जहाँ रहूं
चाहे जो भी करूँ, स्तुति सदा करूँगा
येशू के पीछे मैं हो लेता...
Verse 3
दुख संकट और कोई मुसीबत, रोक ना पाएगी(2)
येशू के जैसे, येशू के प्रेम से, जय मनाऊंगा
कल का दिन भी, हो दूर दिन भी
जिए या मरे, दूत भूत भी, कुछ नही कर पाएँगे
येशू के पीछे मैं हो लेता...
Verse 4
सारे जगत में, येशू मसीह, राजा होना है(2)
आत्मा के द्वारा सेवा के द्वारा, राज बढ़ाना है
मेरा भारत येशू को जाने,
येशू के जय का सुंदर नारा, सभी जगह गूँजे
येशू के पीछे मैं हो लेता...
Verse 1
Yeshu ke peeche main ho leta, mudu ke na dekhoonga
Main mudu ke na dekhoonga
Verse 2
Duniyaadaari shaan aur shaukat, sab kuch tyaag diya (2)
Saara jeevan tan man dhan sab, usko de diya
Main hoo mandir Yeshu hain mujhme, chahe jahaan rahoon
Chaahe jo bhi karoon, stuti sadaa karoonga
Yeshu ke peeche main ho leta...
Verse 3
Dukh sankat aur koi museebat, rok na paayegi (2)
Yeshu ke jaise, Yeshu ke prem se, jai manaaunga
Kal ka din bhi, ho door din bhi
Jiye ya mare, doot bhoot bhi, kuch nahi kar paayenge
Yeshu ke peeche main ho leta...
Verse 4
Saare jagat mein, Yeshu masih, raaja hona hai (2)
Aatma ke dwaara seva ke dwaara, raaj badhaana hai
Mera Bhaarat Yeshu ko jaane,
Yeshu ke jai ka sundar naara, sabhi jagah goonje
Yeshu ke peeche main ho leta...