Yeshu ne shaitan ko krus pe haraya hai
Verse 1येशूने शैतान को क्रुसपर हराया है
हरा हुआ शैतान, मेरे पैरों के नीचे है |
Verse 2उंचा सबसे उंचा, येशू का नाम है.
उसने अपने हाथोंसे, हमे संभाला है !!
Verse 3नीचे सबसे नीचे, शैतान का नाम है,
येशू के नाम से, मैने उसे पैरों से मारा है!!
Verse 1Yeshune shaitaan ko krus par haraaya hai
Hara hua shaitaan, mere pairon ke neeche hai
Verse 2Uncha sabse uncha, Yeshu ka naam hai.
Usne apne haathon se, hame sambhaala hai!!
Verse 3Neeche sabse neeche, shaitaan ka naam hai,
Yeshu ke naam se, maine use pairon se maara hai!!
Download Song