Verse 1yishu tum ho tarnaharo, jaga ko palanharo
mahima teri karta jahan aur karte hain chand sitare
Verse 2tu swarg ka raja hum dharti ko vasi
hosanna teri gaato
apna tan, man, dhan sab lekar pas tore aato –2
kar do shama pyare prabhu jitne bhi ho paap hamare
Verse 3aaradhana teri, hum karte rahenge
jab tak jeevan ho
teri hi vachan ko, sunate rahenge mrityu ko aane do –2
swarg ki rah, dikha do prabhu aur sang chal tu hamare